Saturday, March 28, 2009

Eska bhi waqt nahin

Bhartiya Nav Varsh ki shubhkamnae, "Eska bhi waqt nahin"
Har khushi hain logon ke daman mein, par ek hansi ke liye waqt nahin.
Din raat doudti duniya mein, zindagi ke liye hi waqt nahin.
Ma ki loree ka ehsaas to hai, par Ma ko Ma kehne ka waqt nahin.
Sare naam mobile mein hain, par dosti ke liye waqt nahin.
Gairo ki kya baat kare, jab apno ke liye hi waqt nahin.

No comments:

Post a Comment